Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShabnam (1949)
HomeShabnam (1949)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ek baar tu ban ja mera o pardesi phir dekh maza ek baar tu ban ja mera o pardesi phir dekh maza mil jaaye mujhe dil tera o pardesi phir dekh maza phir dekh maza dhinchak dhinchak jhingilala dhinchak dhinchak jhingilala jeth ka mahina ho bheegi bheegi raat ho baajre ke khet mein pahli mulaqaat ho haye pahli mulaqaat ho aaye jab baisakh piya mele ke nazaare hon haathon mein ho haath tera aankhon mein ishaare hon ji aankhon mein ishaare hon phir dekh maza phir dekh maza dhinchak dhinchak jhingilala dhinchak dhinchak jhingilala jeth aur ashaad mein nadi ka kinaara ho piya teri aankhon mein pyaar ka ishaara ho haye pyaar ka ishaara ho hoo sawan mein jhulaun jhula aangan ho gulzaar ka ghar ghar mein phir charcha ho ji tere mere pyaar ka haye tere mere pyaar ka phir dekh maza phir dekh maza dhinchak dhinchak jhingilala dhinchak dhinchak jhingilala bhadon ki barsaat mein dil na rahe haath mein aaye jab wasood piya hawa sard sard ho tere mere dilon mein phir meetha meetha
kismat mein bichhadna tha huyi kyun un se mulaqat re na rooth ke mujhse jaa ke mera dil nahin mere haath re kismat mein bichhadna tha huyi kyun un se mulaqat re tu kaun hai ye maloom nahin tu kaun hai ye maloom nahin phir dil kyun tujhe bulata hai taqdeer ne chhoda saath magar tu chhod na mera saath re kismat mein bichhadna tha huyi kyun un se mulaqat re main apna sab kuchh kho baitha main apna sab kuchh kho baitha kya pyaar mein tera bigada hai tu aa ke dekh ek baar hai meri aankhon mein barsaat re kismat mein bichhadna tha huyi kyun un se mulaqat re yaad aa ke na rasta rok mera yaad aa ke na rasta rok mera mujhe jane de mujhe jane de ek baar laut ke aa thaam le aa kar mera haath re kismat mein bichhadna tha huyi kyun un se mulaqat re
tu mahal mein rehne wali main kuttiya mein rehne wala phir tera mera pyaar kya phir tera mera pyaar kya tu aasmaan ka taara tu aasmaan ka taara main ek darra bekara bata phir tera mera pyaar kya phir tera mera pyaar kya hoo ooo oooo mere dil mein pyaar ki aag piya haye lagi rahi mere dil mein pyaar ki aag piya haye lagi rahi lagi rahi lagi rahi main khol ke khidki mehal ki haye re khadi rahi khadi rahi khadi rahi tu hansti khadi us paar tu hansti khadi us paar meri naav beech manjhdhar bata phir tera mera pyaar kya phir tera mera phir tera mera pyaar kya hoo ooo oooo teri mitthi mitthi yaad mere dil mein haye haye aati rahi aati rahi aati rahi meri bheegi bheegi ankhiyon se nindiya haye haye jati rahi jati rahi jati rahi teri jhooti hai har baat teri jhooti hai har baat tu chhod gayi mera saath bata phir tera mera pyaar kya phir tera mera phir tera mera pyaar kya jab rimjhim rimjhim rimjhim o jab rimjhim rimjhim barkha haye haye hoti rahi hoti rahi hoti rahi main
tumhare liye huye badnaam na bhoole phir bhi tumhara naam tum jano ya na jano tumhari marzi tumhari marzi oo oo oo oooo jao ji jao aaye bade mohabbat karne wale mohabbat karne wale hamein chhod kar beech nadi mein paar utarne wale paar utarne wale chahe laakhon do ilzaam hum to kab se bane gulaam tum mano ya na mano tumhari marzi tumhari marzi tum pardesi pardesi tum pardesi tum harjai phir kya hamse mel jao ja kar aur kisi se khelo pyaar ka khel humen auron se kya kaam tumhare bina nahin aaraam tum mano ya na mano tumhari marzi tumhari marzi oo oo oo oooo tum bhi zara jalne ka maza lo hamein jalaane wale hamein jalaane wale hum kya jane kaun ho tum o hamein manane wale hamein manane wale hum to aayenge subaho shaam hum to karenge roz salaam pehchano na pehchano tumhari marzi tumhari marzi tumhare liye hue badnaam na bhoole phir bhi tumhara naam tum jano ya na jano tumhari marzi tumhari marzi
yeh duniya roop ki chor yeh duniya roop ki chor bachaale mujhe babu bachaale mujhe babu bachaale mujhe babu re yeh duniya roop ki chor ho ooo oooo ho ooo oo raste mein mila ek bangali dhoti dhili dhali raste mein mila ek bangali darsan ka abhilashi wo kahne laga kya wo kahne laga jal khaabe rasgulla khaabe aur kahne laga ami tumi bhaalobaashi maai ri bhaalobaashi bhaalobaashiiii main kyaa jaanoon ami tumi main bhagi tumhari or bachaale mujhe babu bachaale mujhe babu bachaale mujhe babu re yeh duniya roop ki chor hui mulaqaat meri ek gujrati se kahne laga mujhe saaro chhe saaro chhe sun chhe kem chhe kem chhe saaro chhe chhe chhe chhe chhe ak chhee oo maare te aangne ek waar aawo jo maare te aangne ek waar aawo jo maare te aangne ek waar aawo jo main kyaa jaanoon aawo jo aawo jo bhagi tumhari or bachaale mujhe babu bachaale mujhe babu bachaale mujhe babu re yeh duniya roop ki chor ek maraathaa saahab aalaa aate hi sab gadbadjhaalaa kabhi kahe asa kaay kabhi kahe
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ek Baar Tu Ban Ja Mera Shabnam (1949) 04:22 32710
 
Poster of Shabnam (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Kukku Saigal, Jeevan
Duration : 04:22   Song Number : 32710   

Kismat Mein Bichhadna Tha Shabnam (1949) 02:40 16317
 
Poster of Shabnam (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Haroon Khan
Duration : 02:40   Song Number : 16317   

Tu Mahal Mein Rehne Wali Shabnam (1949) 04:28 19133
 
Poster of Shabnam (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Haroon Khan
Duration : 04:28   Song Number : 19133   

Tumhare Liye Huye Badnaam Shabnam (1949) 04:21 36217
 
Poster of Shabnam (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Kamini Kaushal
Duration : 04:21   Song Number : 36217   

Yeh Duniya Roop Ki Chor Shabnam (1949) 04:57 32709
 
Poster of Shabnam (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Haroon Khan, Dileep Kumar, Various
Duration : 04:57   Song Number : 32709